Jua kiska nahi hua? Duryodhan ka bhi nahi hua… aur jab rajaon | TOSS MATCH PREDICTION 💯
Jua kiska nahi hua?
Duryodhan ka bhi nahi hua…
aur jab rajaon ka na ho saka,
toh apna kya khaak hoga?
Juā sirf paisa nahi leta,
waqt leta hai, neend leta hai,
ghar ka sukoon leta hai,
aur aakhir mein khud-respect bhi.
Jeet ka nasha kuch din ka hota hai,
par haar ka bojh saalon uthana padta hai.
Isliye samajhdaar wahi hai
jo bol sake
bas, yahin tak.
Jua chhodna kamzori nahi,
yeh sabse badi jeet hai